mere kiyeeeeeeeeee sawaal hain
rajat aap ka naam kis nay rakha...?
aap kay naam ke meaning kiya hay...?
aap kaise ho...?
or
or
or
or
aap ki kon sy classes hoty hain?
aap reply kum kiun karty hain...?
aap ki mum kaise hain or papa bhee...?
aap ko apnay parents say dant party hai kiya...?
aap nay kabhee kise say fighting kee hai?

aap ka favrt subject kiya hay...?
aap apnay fans say kitna pyaar karty hain...?
bakee ka bad main pehlay walay to jawaab milain